kaya aap ne kabhi maount abu dekha..? nahi? to 1 bar jao rajasthan.... maount abu dekhane jesi jagah hai.. yaaaroooo.... vaha pe nakki lake hai... pic park hai.. sunset point hai.. guru sikhar hai... arabuda deva ka mandir hai.. or world famous... delavada na dehara hai.. jao... dosto..
fir.. aap vaha se AMBAJI bhi ja ke aana... Ambaji gujarat me hai. india ka 2nd no. ka mandir hai.. MA AMBA... aap ki ichcha puri kare.. dostoo
kishor purohit
Recommend